Sad SMS Collection in Urdu 2010
{YBA} We are writing most tragedy sms feelings in this pot, 2010 Sad Urdu sms collection is very unique selection in it. Tell us your thinking and ideas about this collection of sad sms.
1. Vaada Tha Yh
ki vaada tha unka khwabo me milne ka,
ki vaada tha unka khwabo me milne ka,
Hamari badkismati thi ki hame neend na aayi.
2. koi sahara nai
Itni badi duniya me koi sahara nahi,
Apno ki bheed me koi hamara nahi,
Kadam ladkhadaye to unka haath thamna chaha,
Wo bhi haskar bole “jassi” ye haq tumhara nahi.
3. Koi 0r Dhond Lo Wafa k Liye
Hum kahan jainge drd-e-dil ki dawa k liye
Khud se juda na kro humain khuda k liye
Ajeb us ka jumla tha QAIS juda hote wqt
Koi 0r dhond lo wafa k liye.
4. Unhi Ankhon ko Q Rulaty Hain Log
Q dil me bas k dil dukhate hain log
Q har qadam pe azmaty hain log
Har pal rehty hain ankhon me jo sapno ki tarah
Pir unhi ankhon ko Q rulaty hain log.
5. Har Marz ki Dawa Nhi Hoti
kuch zakhm sadiyon bad b tazaa rehte hain Faraz
waqt k paas b har marz ki dawa nhi hoti.
6. TRUE LOVE
TRUE LOVE?
Ek dost bola tu shadi kis se karega?
Mein ne kaha mein shadi shuda hon.
Kehne laga kon hai tera jeewan sathi?
Mein ne kaha yadain hain kisi ki.
Kehne laga kis ne parhaya tha tera Nikah?
Mein ne kaha mustaqbil ke khwabon ne.
Wo bola kesi guzar rahi hai zindagi?
Mein bolne hi wala tha k aankhon se aansu chalak paray.
Wo bola usay chhor kyun nahi deta?
Mein ne kaha
HAQ-MEHAR mein apni Zindgi likhi hoi hai.
7. Best Man Shakespeare
Shakespeare
said:
“Death is not the greatest loss in life,
“The greatest loss is when relationship dies inside us while we are alive.
8. Zindgi Bhar Rulane ke Liye
Khusi meri cheen lee usne,
Muskurane bhula diya..
Gam de diya mujhe,
Zindgi bhar rulane ke liye.
9. Dunya k sb se Dukhi Alfaz
Dunya k sb se dukhi lfaz kisne Kahe Thy?
Mujhe Barish Me Chalna Bhut Pasnd Hy ta k koi mere ansu na dekh ske
“Charlie Chaplin”.
10. Zinda Rehna Seekh Raha Hon
Tanha rehna seekh raha hon,
Mr k jeena seekh raha hon,
Maang k pana seekh lia hai,
Paa k khona seekh raha hon,
Sabar ko apni rah bana kar,
Kanch pe chalna seekh raha hon,
Phirte phirte sehra sehra,
Piyas ko peena seekh raha hon
Jeene k hain ajab taQaze han Sham,
Zinda rehna seekh raha hon”.